What is volt ,,watt
and current .difference
between volt ,,watt and
current
volt
,,watt and current
kya hota h. volt ,,watt and current
me kya difference hota h
volt
,,watt and current k bare me to ap sabhi ne suna hoga. Y
apko ‘v’ ,’w’.’A’ k sign me milenge .
V=Voltage
A=Ampear
1—current:-
Ak dhatu (metal) me bhut
sare electrons ka chlna(flow ) hi current hota h..ampear ‘A’ s likhte h.current
negative se positive direction me chlta h.
2—voltage:-
Ak dhatu (metal) me bhut
sare electrons ko chlane (flow) karwane k liye jo pressure lgaga jata h use
voltage kahte h
3—watt:-
Ak dhatu me pressure s
electrons k chlne k work ko watt kahte h. matlab ak ghante me voltage ne pressure deker kitna current dhatu(metal ) s
nikala h usi ko watt kahte h
Simple
bhasha me smajhiye ak line me 5-6 aadmi khade h or unko piche s koi dahka(puch
) ker rha h.. isme y aadmi to electrons h or jo inhe puch ker rha h vo voltage
h . puch karne s jo aadmi hilte h wo moment current h.
Kisi b light
,fan ya kisi ki equipment ko chlane k liye voltage or current dono ji jarrat
padti h…dono isliye jaruri h kyoki koi chij ak jagh khadi h to ap use puch ni
karoge to aage kse badhegi. Electrons ko pressure ni milega to kse aage bdhenge
.
Ager voltage or current diya ho to ap power(watt) nikal skte h.
P=V*I
- Power(watt)=voltage*
current ya apko power or voltage diya ho
to current bhi nikal skte ho.- current=power/voltege
No comments:
Post a Comment