Sunday, 6 May 2018

Bijli kyo chamkati (padti) h.. Bijli chamkati (padti) to jor ki aawaj kyo aati h,or kitne type ki hoti h….


Bijli kyo chamkati (padti) h.. Bijli  chamkati (padti) to jor ki aawaj kyo aati h,or kitne type ki hoti h….

BIJLI KYO CHAMKTI H---
Pani wasp banker aasman me jata h or uska temprateure bhut low ho jata h to wo badal ban jata h..badal me bhut sare burf(ice) k tukde ban jate h,,,badal k barf k tukdo me negative or positive charge hota h..wo bhut sare burf k tukde aaps me takrate rahte h ,,unme negative charge niche ki tarf aa jata h or positive upper ki tarf chla jata h..badel me niche ki tarf wala negative charge jab earth(prithvi) per kisi positive charge ko attract karta h tab bijali chamkti(padti) h..

BIJLI CHAMKTI H TO JOR KI AAWAJ KYO AATI H—
Bijli chamkti h tab light ki speed bhut jyada hoti or hwa(air) ko chirti hui aati h..bijli hwa ko bhut tej speed se chirti h tbi itni jor ki aawaj aati h..hme bijli palhe dikhi deti or aawaj bad me sunai deti h asa isliye hota h kyoki light ki speed sound(aawaj) ki speed se tej hoti h..

AASMNI BIJLI KI TYPES—
1.Badel ke ak end se dusre end ke bich,y hme dikhai ni deti.
2.ak badel se dusre badel k bich..y hme dikhai deti h.
3.badel se earth(prithvi) k bich..y hme dikhai bhi deti h or iski aawaj bhi sunai deti h…

    Jor ki bijli chmke tab hme kisi pade(tree) ke niche or khule aasman ke niche ni rahna chahiye..

No comments:

Post a Comment